Posts

Aahista kadm rakhna by Praveen Kumar Tyagi

Image

Aahista kadam rakhna yeh dil ki zamin hai

Image
Aahista kadam rakhna yeh dil ki zamin hai Yahan khoi si aanknon mai teri tasveer thami hai, Hamne ye dekha hai tum bhi to kabhi dekho Sooraj ki palkon par shabnam ki nami hai, Mana ki pareshan hun tu bhi to pareshan hai Hairan hun main dil mai tu kis mitti ki bani hai, Ye kaisi kasam de di neendon ko miri tune Aankhen yahan barson se ab khawab nashin hain. ""kumar praveen tyagi "